![]() |
|
|
(#1)
|
|||
|
|||
|
aankho mei rehta hai sajna ka intezaar
mann rehta hai unsey milne ko bekaraar kehte hain kya pyar isko , kya yahi pyar hai tanhai ab nahi dasti humko unka saaya rehta hai, dil ke paas ab to kehte hain kya pyar isko , kya yahi pyar hai koi gam ab gam lagta nahi humko behte huey ashko se dil nahi jalta abto kehte hain kya pyar isko , kya yahi pyar hai ne kehna kuch bhi, kehne ke barabar hai jhuki hui palkon ka uth kar girna he bahut hai na kehen lab kuch, magar unka hilna he bahut hai kehte hain kya pyar isko , kya yahi pyar hai |
![]() |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|